Andazi wafa say pata chal raha hay wasi
K meri dost dheeray dheeray say mujhay bhool rahay hai.
Aaj ki achi baat
Kabhi aap dosro k liye dil say dua mang kar dekho, apko kabhi apnay liye mangni ki zarorat hi nahi paray gi.
Zindagi ko zarorat ki tarah guzaro khuwahish ki tarah bahi, Q k zarorat faqeer ki b pori hoti hain, likin khuwahish badshah ki b pori nahi hoti.
Hazrat Ali (R.A).
Karma hi tanz hain to hasnay ka kiya takalluf?
Q zehar day rahay ho, Zam Zam milaa milla kar.
Kambal our razai ko karo maaf
Cooler our A.C ko kar lo saaf
Apnay nature main rakho narmi
Hamari taraf say aapko “Happy Garmi”.
Koshi karo keh tum dunya main raho dunya tum may na rahain, Q k kashti jab tak pani may rehti hain khob terti hain. Jab pani kashti main a jaati hain to wo doob jati hain.
Hazrat Ali (R.A)
No comments:
Post a Comment