Urdo Messages: - EDUCATION FOR ALL

Random Posts

test banner

Breaking

Home Top Ad

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Responsive Ads Here

Tuesday, October 25, 2011

Urdo Messages:


Kuch salon baad najanay kia sama hoga
Hum doston may say najanay kon kahan hoga
Phir maina hoa to milay gay khabon may
jasay sokay gulab miltay hain kitabon may.

Samandar k kharay pani ko allah meeta kar k uthata hay our barish ki shakal main barsata hain. Baraf bana kar pak karta hain. Wahan say naddi, nalo ki surat main darya main girtay huy zamino ko sairab karta wapas samandar main ja girta hain. Yahi pani bakri say doodh, Hiran say mushk, makhi say shahad, sanmp say zehar, seep say angina, our insane kay liye zindagi ban jata hain. Yahi pani darakhton may aam, saib, annar, Naryal ban jata hain. Per sab ka rang, zaiqa, khushbo, taseer alag alag our juda. Ye sab Ajaibaat Allah nay 1 pani main rakhay hain.
"our tum apnay "Rab" ki koon koon si naimaton ko jhutlaogay?
Subhanalah.


Tumhari duaon say shayed ho jaye meray liye aasaniyan peda.
Bas yahi soch kar “mujhay apni her dua main yaad rakhna”.

Ghaus-e-azam means: sub say bara faryad sunnay wala.
Data means: sub kuch denay wala.
Ghareeb nawaz means: ghareebon ko nawaznay wala.
Mushkil kusha means: tamam mushkilain khatam karnay wala.
Gunj baksh means khazanay bakhshnay wala.
Dastageer means:musebat k waqt thaamnay wala.
Sub kuch parnay k baad emaandari say sochey keh kiya e Allah ki sifaat hain ya insane ki?
Kindly protect yourself and also your family members and your friends from shirk.
A silent message for all.

Kisi nay kutay say pucha aap may char adatay bury hain,
(1)    aap dewar par peshab kartay hain,
(2)     aap faqero par bunktay ho,
(3)    raat ko bunktay ho
(4)    Subah ko khamoosh rehtay ho.
Kutay nay kaha:
(1)     zameen par is ley nahi k koy sajda na karay,
(2)     faqeero par is ley k woh banday ki bajay Allah say mangay,
(3)     raat ko isley otho our Allah ki ibadat karo,
(4)     Our sobha ko is ley k kisi ki nemaz main farq na aaey. 

Kya aap jantay hian?
1        farishtoon main sab say behlay kiss nay sajda kiya?
2        Hazrat Aadam (A.S) jab jannat say niklay to kitnay sall tak rotay rahay?
3        Hazrat Muhammad (S.A .W.W) our Hazrat Idrees (A.S) ki mulaqat kub our kahan hue?
4        Sab say aakhir main kon sa janwar Hazrat Nooh (A.S) ki kashti main sawar hua?
5        Islam ka purana naam kya hain?
Answers:
(1)    Israfeel (A.W).
(2)    180 saal tak,
(3)    Shabi Meraj, 4th asmaan par,
(4)    Gadha
(5)    Deen hanif,
Qimati gift hain.

Dulha shadi ki pehli raat, BV ka ghonghat utha k bari piyar say: Kiya naam hain hamaray huzoor ka?
BV: Hazrat Muhammad (S.A.W.W).
Dulha : (heran ho kar) kiya farmaya Huzoor nay?
BV: yahi k namaz parho, rozay rakho, zakat do…
Dulha pareshan ho kar bahar gaya our bola "sab wazo karo our under awo, dars shoro hain.

Aye raat hamay sonay day youn tang na kya kar
Bekhar sawalon main paband na kya kar
Iss kay siwa our bhi zamanay kay kaam hain
Tu meri khayalat be dhang na kia kar
Dunya main our log bhi bastay hain tanha
Tu sirf meray sath jang na kiya kar
Aey raat humay sonay day your tang na kia kar
Mazboot hon par itna main jidaar nahi hon
Dunya ka sabhi gham to meray sang na kia kar
Aey raat humay sonay day youn tang na kia kar.

A beautiful poem by a Hindu, Dr pandit sharma, ex presedent of India, that ought to open the eyes of the muslims.
He said these words some 35 years ago about the “Holly Quraan”.
E amal ki kitab thi, dua ki kitab bana dia
Samjnay ki kitab thi, Parhnay ki kitab bana dia,
Zindoon ka dastoor tha, Murdon ka manshoor bana dia,
Jo ilm ki kitab thi, osay la ilmon ki hath thama diy,
Taskeer-e-kayenaat ka dars denay aye thi, sirf madrason ka nisab bana dia.
Murda qoomon ko zinda karnay aye thi, murdon ko bakhshwanay per laga dia.
Ay, musalmano ye tum nay kya kia? Sochea to zara!

Sharafat:
1 dafa meri girle friend nay mujhay apnay ghar bulaya, may ghar pohunch our bell bajaya, us ki choti behen nay darwaza khola, wo bohat smart fit thi, muskora k boli aap bohat smart hain, abhi ghar par koi nahi hain, may akeli hon, apka kia mood hain?
Main muskoraya our apni car ki taraf wapis janay laga, to uski puri family ghar say bahar aa gai, our meri sharafat ki tareef kartay huye mujhay galay lagaya our kaha "hum ko reshta manzoor hain".
Ab kiya bataoon?
Asal main main to car ko lock karnay ja raha tha.


Allah say hamesha woh maango jo tumharay haq may behtar ho, na keh woh jo tum chahtay ho. Ho sakta hain tumhari chahat bohat kam ho our tumhara haq bohat ziyada.

Rehtay hain meray saath farishtay duaon kay
Main khush naseeb hoon k meri Maan hayaat hain.


Mangni kay bad lambay arsay tak shadi nai ki jati to faida kisko hota hain?
Larkay ko?
No
Larki ko?
No
Pir kis ko hota hain,
Telenor, jazz, warid, zong and Ufon ko.

Fikr-e-mustaqbil nay faaslay bana diya warna
Sab yaar aike sath thay abhi kal ki baat hain.

3 beautiful lines
(1)  kisi ki sharafat ko uski buzdali mat samjho
(2)  kisi ki sachai ko uski bewaqofi mat samjho
(3)  kisi k khulos ko kabhi dikhawa mat samjho.

Teacher: ye koon sa tence hain, “Pakistan may load shading khatam ho jae gi”.
Student: “future impossible tence.

Kisi nay maa say sawal kya keh agar aap k qadmon say janat lay le jay our aap say kaha jaye keh kuch our mang lo too aap khuda say kya mangogi. To maa nay bohot hobsorat jawab dya keh main apni aulad ka naseeb apnay hath say liknay ka haq mangon gi q k aagar meray lya har janaat choti hay. Maa tujay salam.



Meray chup rehnay say naraz na hua karo dost
Gehray samandar hamesha khamoosh hua kartay hain.


Likhna to tha keh khush ho teray baghair bhi faraz
Aansoo magar qalam say pehlay hi gir gaya.

Hum is qabil to nahi keh koi hum ko apna samjay ga, wasi.
Lekin itna to yaqeen hay koi roye ga bohat hamaray hanay ka baad.

pyar k 2 andaz hotay hain
1--Pyar karna
2-- Pyar pana
Pyar karnay k lyie jazba chahiaye our Pyar panay k liye naseeb.

Munfarid rehnay ka andaz tujay tanha na karday
Ho jaye subah to kisi ka haal b pooch liya kar.

Meray ishq say mili hain tere husan ko yeh shohrat
Tera zikar hi kahan tha, meri dastan say pehlay.

Pathan larki say: Meray dil may aa jao....
Girl (Ghussay say): Chapal utaroo kya?
Pathan: "Pagli aisi hi aa jao koi masjid to nahi hain".

Bari haseen thi zindagi jab na kisi say muhabat na kisi say nafrat thi
Zindagi may ek aisa mor aaya keh muhabat ek say hui our nafrat dunya say ho gai.

Mujhay likh kar kisi lamhay kahin mehfuz kar lo tum
Tumhari yaad say dekho nikalta ja raha hoon main.

Kaisay bhula detay hain log teri is khudai ko ya rabb.
Mugh say to tera banaya hua aik shakhs bhulaya nahi jata.

Mochi ki suhag raat thi. Wo kuch kye baghare sogaya. Uski BV nay uska hath apni choot pe rakha to wo chonk k bola iski silayi k 50 rupay longa, Baji…

Pathan kon hain?
1  Great mughal akbar nay kaha "pathan ko dosti kar kay haraya ja sakta hain, magar lar kar nahi.
2  Mehmood ghaznawi nay kaha, "pathan agar mutahid ho jay to in ki dunya par lazawal hukomat hogi".
3  Sikandar-e-azam nay kaha, "Jang may uter janay kay bad pathan ko rokna sher kay moo may hath dena jasa hain"
4  Indian genral nay kaha, "Sarhad par agar pathan na hotay to pakistan kab kay india ka hisa ban jata".

Aaj ki baat:
"Sheikh sadi", Main allah say darta hoon, aur allah kay baad us shakhs say darta hoon jo allah say nahi darta".

1 tota aur us ka malik jahaz may safar kar rahay thain. Air host guzri to totay nay pichay say ungli di wo pichay murr kar muskurai. Malik nay e dekha to us nay b ungli ki, airhostis nay shikayat kar di. Elaan hua dono ko chaltay jahaz say phenk do. Darwazay par tota malik say bola urna ata hay.
Malik: Nahi
Tota: Bya di sala haza ghola.

Pachtaya bohot us kay darwazay per dastak day kar faraz
khud ko ajeeb laga jab usnay poocha koon ho tum.

Sanson ka toot jana to aam si baat hay saqi
jahan dost yad karna chor jain mout us ko kehtay hain.

famous actress meera apna result dekh kay gussay ho gaee.
"Kia ??? man fail ho gai our wo bhi english main?
Dispossible.

Pathan biology ka practical attend kartay huay!
Examinar nay 1 bird ki taang dikhai, our pathan say us bird ka naam poocha?
Pathan bola may nahi janta.
Examinar: tum fail ho, kya naam hay tumhara?
Pathan: Humara taang dekho our naam malom karo.

wo koon say loog hotay hain jin kay paas khud to aik rupia nahi hota magar batain lakhon our karoro kay kartay hain.....
students of MBA.

Subha ki kiran boli uth dekh kya nazara hain.
 Main nay kaha ruk pehlay SMS karlon us dost ko jo subha say bi piyara hain.

Shetan apnay bacho say,
John, tumhari duti aaj say amirica may hain.
Julee; tum UK jao
Peter; tum India jao
John bola, Pakistan kon jaega
Shetan! koi nai, main zardari say mutmaen hon.

Admi ki apnee taqat par bharosa our fakhar sab say baree nadanee hain. Jab teez aandi ati hain to bare bare tanawar darakht ukar jate kain lekin kamzor our majbor gaas apni jaga sahee salem khare hotay hain.
Maulana Room.

maray hansi main chupay dard ko mehsoos to kar...!
main to yun ki hans hans k khud ko saza daita houn.

sardar ki ankhon ka operation hua, lekin fees say bachnay k liye khud ko andha zahir kar raha tha. Dr nay 1 nurse ko us kay samnay nanga kara honay ko kaha.
Dr: kuch nazar aya?
sardar: nahi.
Dr nurse say: Apni tanghay kholo.
Dr: Ab kuch nazar aya?
Sardar: Ab bhi nahi.
Dr: kaminay agar nazar nahi aa raha to e lun kasay khara ho raha hain?.

3 college girles aapas main baatain kar rahi hain.
1st girle: Hath may lo to dabanay ko dil karta hain.
2nd girle: haan yar; our agar dabao to choosnay ko dil karta hain.
3rd girle: our our jab chooso to dil hi nahi karta keh moo say bahar nikalo, jab tak k poora rus moo main nikal na jaey. Kionkay saal main ek hi baar to aata hain "Aam".

ek tooti huie zanjir ki faryad hain hum
our dunya samjti hay k azad hain hum
is ashqi nay hum ko diy khy hay dost
kal b barbad thay our aaj b barbad hay hum.

Ponch lo apna pasena mujay mehnat mel jaye
Lafz lekhnay ki metanay ki ijazat mel jaye
Mujh pe guzri jo sada yad rakhi hay may nay
Bejh don ga tujay lekh kar zara fursat mel jaye
Kasay mumkin hay keh bazaar may khud ko lay jawon
Kasay mukin hay keh bazaar say qemat mel jaye
Kasah dast dua may rahay lams taseer
Awar jo talib shuhrat isay shuhrat mel jaye
Dedah tashnah ko mel jaye teri deed ki bheek
Daman dil ko teray dard ki dawlat mel jaye
Zindagi baar na ho, rasta dushwar na ho
Hamsafar mujhay aap ki sorat mel jaye
Kuch nahi meray asasay may sewaye fun wa harf
Meri awlad ko meri e werasat mel jaye
Meray waez teray humrah chala chalta hon
Mel kay dhonday koi eman salamat mel jaye

"Zindagi ko zarorat may rakho, khwahish ki taraf na lay jao. Zarorat faqiro ki b pori hoti hay our khwahish badshaho ki b baqi reh jati hay".
(Hazrat Ali).

Aik shahs nay jali note banaya our Qied-e-azam ki topi banana bhol gaya. jab dokandar kay pas geya to dukandar nay note dakha our bola is ki topi nahi hay. us shahs nay bola keh ye Qaed-e-azam ki garmion ki tasweer hay.

Pathan nay reksha baj kar photostate machine khareed le. Dosto nay pocha musebat khan q is tarha keya? Pathan bola yaar dil bohat khush hota hay jab larkiya aakar kehti hay "khan dono taraf say karma.

Muhabat say nazray mila kar to dayko
Idhar ek dafa muskura kar to dayko
Zamanay ki rasmo ko may toor donga
Kisi rooz mujh ko bula kar to dayko
Laho ki jaga teri chahat melay gi
Mery dil pe hanjar chala dar to dayko.

Zindagi ki kitab may itni ghaltiya naa karo, keh "pencil say pehlay rubber khatam hojay our toba say pehlay mout aa jaye"

1 larki ki 5 kror ki lottery nikli. Company nay socha keh achanak bataya to larki khushi say mar sakti hay. Usnay papppu ko ye kaam sunmpa ki aise batao keh wo khushi say mar na jaye.
Pappu nay ja k us larki say kaha keh farze karo aap ka 5 cror ka inaam nikle to kya karogi?
Larki: aap kay samnay nangi ho jaaungi…
App meri chut may apna lund dalna jitni baar chaho…
Mai aapka lund chusungi … aap meri boobs chusna. Meri gaand b maar lena…
Our jaise tumhar man kare waise karma. Our aadha inaam b tumhay de dungi.
Behen ka lora pappu khud hi khushi say mar gaya.

Great writer Ashfaq Ahmad kehtay hain.
Aik baat zindagi bhar yaad rakhna, kisi ko dhoka na dena, dhokay may bari jaan hoti hain. Ye kabhi marta nahi, ghoom phir kar aik din wapis apkay pas hi pohunch jata hain khunkay isko apnay thikanay say bohat mohabat hoti hain.

Ham mar bhi gaye to hamari yaade tum say wafa karay gi
Ye mat samjna ke ham nay tumhay chaha tha sirf jenay kay liya.


wo din, wo mehfilen, wo shagupta mizaj dost
Mujay e zamana lay gaya janay kahan kahan.

Aqwali zareen:
3 chezay jab khatam hojatii hain to bohot takleef hoti hain.
1 Balance
2 Battery
3 SMS pakage


Kisi ko us kay zaat our puranay libas ki waja say haqeer na samajna, q kay tujay dena wala our usay danay wala aik hi hay.

wohi shakhs mujay zindagi bhar kay liye udaas kar gaya sagar
jo kehta ta tumharay chehray pe udaasi mujay achi nahi lagti.

Muddat say jin ki aas thi wo mili bhi to kuch youn mili wasi
Hum nazar utha kar tarap gay, wo nazar jhuka kar guzar gayi.

Shadi ka maza b umer say hota hain faraz.
18 years-  din raat.
28 years-  har raat.
38 years-  Jumerat.
48 years-  Chand raat.
58 years- Siraf jazbat.
68 years- Buri baat.

Insan mout say bachnay ki koshish karta hay Jahnnum say nahi!
Halanke koshish karne say insan Jahnnum say bach sakta hay lekin mout say nahi.
(Hazrat Umar).

1 admi nay qabristan may 1 qabar dekhi, jo chand ki tarah chamak rahi thi. us may bohat noor tha, dosray din pir us nay wahi manzar dakha.tesray din pir wahi manzar.
Aakhir us nay 1 buzarg say poucha baba ye kya raaz hain. To buzarg nay farmaya ye wo insan tha jo har jum-e-raat our Juma ko aksar is number pe easy load karwata tha. Wo number ye hain, 0314-9922238.
Subhanallah.
Jaldi kejia aap bhi is moqa say faeda uthay our sawab hasil karay.

aik bhikari ki lottery lagi to us nay masjid banwai.
2nd bhikari: Tu nay masjid q banwai?
1st bhikari: Is kay samnay ab main akela hi bheek maango ga. (Business minds).

1 pathan nay aaina dekha our bola isko kahin dekha hain. thori dair sochnay kay baad bola,
ooooooooooh! ye to wahi kamina hay jo mere sath us din haayi k pas bal banwa raha tha.

1 pathan ka pait kharab ho gaya to wo doctor ko you batanay laga.
Doctor sahib subha say network kharab hain, miss call pe miss call aa raha hain, outgoing bilkul free hain, tarah tarah ki ringtones baj rahi hain, pait main balance bilkul nahi rehta. Jitna load karon sab khatam.



Gahak: Tum nay mujay dhoka dia hain.
Dukandar: sir manay apko asli radio dia hain.
Gahak: radio per made in japan hain our on karon to kehta hain keh " ye radio pakistan hain".

A B C D E F .
Bohat azeem insan tha jis nay A B C  banaye lekin 1 mistake kardye nalayeq nay I our U ko bohat door kardeya.

Faqeer 1 pathan kay ghar aya our kaha " main Allah ka mehman ho" pathan uska hath pakrh kar masjid main lay gaya our kaha da e koor di.

Apnay honay ka pata de dena
kabhi guzo to sada de dena
yaad aa jaon khabi ibadat main agar
to hath otha kar mujay bi dua dena.


Hum ahl-e-wafa hain husan ko ruswa nahi kartay,
parda be uthay rukh say, to dekha nahi kartay
kar letay hain dil aapan tasawar hi say roshan,
Moosa ki tarha Toor pe jaya nahi kartay,
Rakhtay hain jo auro kay leye pyar ka jazba,
Wo log kabhi toot kay bikhra nahi kartay
kehti hain to kehti rahay maghror ye dunya
Hum murh kay kisi shakhs ko dekha nahi kartay
Hum loog to may nosh hain badnaam hain "Sagar"
Pakeeza jo hain log wo keya keya nahi kartay.

Aa k le ja meri aankho ka ye pani mujh say
Q hasad kartay hain darya ki rawani mujh say,
Jism ko rooh say alag ker k dikhaya main nay
Kisi nay puch tha judai k mani mujh say
Teri khushbu ki lahad pa main para tha tanha
Ro pari mil k galy raat ki rani mujh say
Khatam honay laga jab khoon b ashkon ki tarah
Ker gaey khowab mery nakal makani mujh say
Sirf aik shakhs k ghum main mujhay barbad na ker
Rooz rotay howe kehti hain jawani mujh say.

Yadain:
Wo hastel ki masti, wo piyar bhari batain,
Wo asignment ki tension, wo exams ki raatain,
Wo canteen k samosay, wo doston ki batain,
Wo jhagray, larayi, wo roothna, manana,
Wo futur ki planning may ratain bitana,
Phir classes main neendon ki wadi main jana,
Wo bay tuki baaton ko seriously lena,
Wo serious batain hansi may urrana,
Na wo din hain na raatain,
Agar kuch kain baqi to wo hain bus, "Yadain".

Ek bar suno kuch aisa hua
Wo mujko mila may usko mila
Izhar hua, iqrar hua
Wo dost bana, may yar hua
Usay ishq bohat mujay pyar bohat
Hum dono may takrar bohat
Phir kuch yun hua
Wo chorh gaya, main toot gaya
Phir kuch yun milay
Wo tanha tha may akela tha
Bus hum do thay or koi na tha
Wo rone laga ma baybas raha
Na pyar ka hi izhar raha
Bus farq sirf itna sa raha
Wo mitti k upar rota raha
Main mitti kay under sota raha
Ek bar suno kuch aisa hua.

Is sheher k logo ki ye adat purani lagti hain
kisi k jazbat say khelna in ko nadani lagti hain
Jidher dekho ek gham ka aalam milta hain
Har dewaanay ki dastan kuch apni lagti hain
Wo kya janay mohabat ek naimat hain yaaro
Jin ko logo ki sirf surat hi suhani lagti hain
Hain tutay kuch jazbat k mehel aaisay
Gulshan ko b dekho to veerani lagti hain
Karta hain shayad yaad wo ab b humain
Ye aankh say behta pani is baat ki nishani lagti hain.

Hum to mit jaien gay ae Arze-e-watan lekin
Tum ko zinda rehna hain qaymat ki sehar honay tak.

Ek admi nay 50 saal tak 1 kitab ka mutaela keya, jis may serf 3 baatain note ki.
1  Khuda ka hukam maano ya phir uski kainat chor do.
2  Jhoot wahan bolo jahan Khuda na ho, ya phir Jhoot bholna chor do.
3  Khuda ki ibadat karo ya phir uska diya huwa rizq khana chor do.

Jab aap zindagi say maauos hojay to sochega zaroor aik baar, keh kitnay logo ki umeday aap say wabasta hain, to Jeena shoro kejeiy un ki khatir, sirf un ki khatir.


Kisi ki madad kartay waqt us k chehray ki janib mat dekho, ho sakt hain us ki sharminda Aankhey tumharay dil main gharoor ka beej bo day.

Bik raha tha waqt k bazar may meri ghurbat ka lahoo
Murr kar dekha to dost hi kharidar niklay.

Haqeqat jan kar aisi hamaqat koon karta hain
Bhala be faiz logo say muhabat koon karta hain?
Batao jis tijarat may khasara hi hasara ho
Bina sochay khasaray ki tijarat koon karta hain?
Humain hi ghalt fehmi thi kisi kay wastay warna
Zamanay kay riwajo say baghawat koon karta hain?
Khuda nay sabar karnay ki mujay tofeeq bakhshi hain
Aray jee bahr kay tarrpao shikayat koon karta hain?
Kisi k dil k zakhmon par marham rakhna zruri hain
Magar is daor main "Momin" yeh zehmat koon karta hain?

Rudaad-e-Qafas yaad, na andaz-e-faghan yaad
Jo beet gai, beet gai, ab wo kahan yaad
Tum bhool gaye hum ko to kya is may ta ajub
Is doar may karta hain kisay, koon, kahan yaad
Kaafi thi tabahi k liye gardash-e-dauraan
Tum aisay may q aa gaye ay jaan-e-jahan yaad.
Apni se raqabat ka ye aalam hain keh tooba
Hum bhool gaye khud ko, wo aaye hain jahan yaad
Maazi k dareechay say kabhi jhank k dekho
Shayad tumhain aa jaye mera naam-o- neshan yaad.

Teacher: IPL ka kya matlab hain?
Studend: I P L ka matlab hain keh,
I   Idia
P  Pe
L  laanat.

Yeh badal q bhatak rahay hain fiza main dar badar "wassi"?
Shayad in say bhi bichar gaya hain in ka apna koi.

Wasta husan say ya shiddat-e-jazbat say kya?
Ishq ko teray qabeelay ya meri zaat say kya?
Meri masroof tabiyat bhi kahan rook saki
Wo to yaad ata hain usko meray din raat say kya?
Pyas dekhun ya karo fikar keh ghar kacha hain
Soch main hoon k mera rishta hain barsaat say kya?
Jis ko khadsha ho keh mar jayen gay bhookay bachay
Sochiye usko kisi our kay halaat say kya?
Aaj usay fikar key kya loog kahen gay "Sagar"
Kal jo kehta tha mujhay rasm-o-riwayaat say kya?

Game-e-zindagi nay la kar hamain us jaga pa mara
Jahan is taraf kinara na us taraf kinara
Yahan kis ko itni fursat jo hamara haal puchay
Ye mizaaj hain sabhi ka nahi zikar bus tumhara
Ye ajeeb sa jahan hain yahan sub daray huay hain
Koi dushmani ka mara koi dosti ka mara
Kai kaam reh gaye hain teray ishq ki waja say
Teray sath bhi khasara teray baad bhi khasara
Teray sath beetay lamhay meri zindagi da hasil
Teray bad phir kisi nay nahi pyar say pukara.

Parveen shakir:
Kiun rakhoon main apni qalam main sayahi!
Jab koi armaan dil main machalta hi nahi!
Na janay kiun sabhi shak kartay hain mujh par
Jab sookha gulab meri kitaabon main milta hi nahi
Kashish to bohat thi meray pyar main
Magar kya karon koi pathar dil pighalta hi nahi
Agar khuda milay to us say apna pyaar mangoon gi
Par suna hain wo marnay say pehlay kisi say milta hi nahi.

No comments:

Post a Comment

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages