Urdo SMS - EDUCATION FOR ALL

Random Posts

test banner

Breaking

Home Top Ad

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Responsive Ads Here

Sunday, May 13, 2012

Urdo SMS

Pak hay woh zaat jo bardasht say ziyada dukh nahi deta. Magar aouqat say ziyada such zaroor deta hay.

Kaash k bangalyon k pas paisa hota .



To aaj e asia cup bangalyon ka hota.
Pakistan ki fatah per baat kartay kartay Zardari out Misbah hichkyon say ro paray.

Aankh gunah ka cheshma hain jis tarah cheshmay say pani nekalta hain is tarah ankh say gunah nekalti hain, pas aankh gunah ki jar hain.

Yaw mashom koor ta pa jara ralo moor warta  we wali jari. Hagha warta we moori mata hagha halak kanzal okral. Moor warta we da moor kanzal ka da plar?
We na mata e we che ta Misbah e.

Sheeta kehta hain keh’
(1). Azaan ki awaz sun kar namaz ko na janay wala mera bap hain.
(2). Fazul kharch karnay wala mera bhai hain.
(3). Imam Sahib Say pehlay Rukoo, Sajda karnay wala mera beta hain.
(4). Mehman aanay per moo chiranay wali aurat meri Maa hain.
(5). Sar pe dupate k baghair rehnay wali aurat meri BV hain.
(6). Baghair Bismillah k khana shoro karnay walay meri aulad hain.
(7). Our jo e baat kisi ko batay wo mera dushman hain.


History of 1st Aprile
1492 spain per jab qabza hua to Esaaiyon nay Musalmano say e wada kar k bahri jahazz may sawar kiya keh Musalmano ko hifazat say Africa pohoncha diya jaye ga, lekin jab jahaz samandar k darmyaan pohoncha to Essaiyon nay Musalmano ko zinda jala diya.
Tab say woh 1st April ko manatay hain, in the memory of making Muslims Fools day.
Is liye baray e mehrabani, is message ko apnay dosray doston ko bhahe dain, ta keh wo b is ko Na Manay.

Honton say kabhi hont mila kar dekho
Mujh ko apnay nazdeek kabhi bola kar dekho
May nay suna hain lazzat-e-lab choomnay say nasha charta hain
Aou phir kisi shab mujhay yeh jaam pila kar dekho
Kitni muztarib har raat guzarti hain tum kiya jano
Kabhi jismo may lagi aag honto say jala kar dekho
Piyas bhi bhuj jaye gi armaan b sabi hongay poray
bas aik raat mujhay apnay pass sola kar dekho.

Rafta rafta bujh gaya chirag-e-Aarzo sagar
Pehlay dil, phir dunya, ab zindagi khamosh honay lagi hain.


Pyari si subah ka salam
Kaainaat k saaray rang,
Rangon k saray phool,
Phoolon k sari khushbon,
Khushbon k saray lamhay,
Our
In lamhon say bharpoor zindagi ki Dua.
Sirf
Aap ke naam.

Sub yadon main tumhari yad hoti hain
Meri ankhon ko tumhari talash hoti hain
Kuch tum b dua kia karo dost
Suna hain doston ki dua main farishton ki awaz hoti hain.
There fore please,
Mujhay apin duaon may zaror yad rakhna.

Hamesha apni choti choti ghaltion say bachnay ki koshish karo q k insane paharon say nahi chotay chotay patharon say thokar khata hay.

Jab deewaron main dararay parti hain to deewaray gir jati hain, our jab dilon may dararan parti hain to deewaray ban jati hain.

Har mehfil har dil b roye ga
Jahan dubi gi meri kashti wo sahil b roye ga
Itna peyar bikhar dunga doston main
K qatal kar k mujhay mera qatil b roye ga.

Daaman-e-dil say lipat jaatay hain yaad ke jugno
Log kuch aisay bhi hain, jinko kabhi bholaya nahi jata.

Kamzoor hain wo shakhs jo dost na bana sakay. Aur us say bhi kamzoor wo shakhs hain jo bana huwa kost kho day.

Ye raat ki khamoshi, yeh aalame tanhaye
Phir dard utha dil main, phir yaad kesi ki aayi.


Agar aik insane ki DNA ko hum aik dosray k sath bannd day to yeh sari duniya say ketni martaba chakar laga sakti hain?
A.    18
B.    17
C.    19
D.    20

agar sasi duniya k insano k DNA ko ekatha keya jaye to iska ketna wazan ho ga?
A.    1 Kg
B.    2Kg
C.    3Kg
D.    Approximately 1 Kg.

Aik badshah nay apnay wazeer say kaha keh subah meray paas aana. Lekin na din ho, na raat ho. Na sawari per aana na padal aana. Na bahir khara hona, na andar aana, na khana kha k aana, na bhoka aana, na kapray pehen k aana, na nanga aana, lekin zaroor aana.
Note: is ka jawab zaroor day dena.

Aik danishwar say poocha gaya: ghusa keya hay? Bohot khoobsorat jawab mila.
"Kisi ki ghalti ki saza khud ko dena".

Aik buzarg nay kuttay say kaha k to bohot wafadar hay per tujh may teen (3) khamiyan hay.
(1). To diwaar per pishab karta hay,
(2). To faqeer per bhonkta hay.
(3). To raat may bhoonkta hay.

Kuttay nay jawab deya.
(1). Zameen pe is liye pishab nahi karta k kahin Allah ka koi banda yahan sajda kar dega.
(2). Faqeer pe is liye bhonkta hon k who ghair say mangta hay Allah say nahi.
(3). Rat ko is liye bhonkta hoon k aey ghaflat may sonay walo utho our apnay RAB ko yaad karo.

Mujhay tum choor mat dena
Hazaron dooriya hain per ye reshta toor mat dena
Mera chera bhula dena meri yaadain bacha lena
Jo lamhay dard detay hon unhain beshak bhula dena
Jo lamhay aas detay hon unhay dil say laga lena
Kahin bhi door reh lena bahut majboor reh lena
Magar is doori ko tum bahana mat bana lena
Taaluq toor mat dena, mujhay tum choor mat dena.

Kuch aisa ho yeh sham dhalay
Koi hath may thamay hath mera
Koi le k mujh ko sath chalay
Koi bethay meray pehlo may mere hath pe apna hath dhary
Our ponch k anso ankhon say wo dheray say yeh bat kahay
Yoon tanha safar ab katta nahi
Chalo hum bhi tumharay sath chalay.

Doctor: Aap kay husband ko buhot kamzori hay, rozana doodh dejiye.
Lady: Rooz deti hoon, Dr. Saab, lekin yeh dabatay zeyada hay our peetay kam hay.

Bohot yaad atay hon
Zara milnay chalay aao
Mujhay kuch tum say kehna hain
Ziyada waqt nahi loon ga
Zara si baat karni hain
Naa dukh apnay sunnanay hain
Naa koi faryad karni hay
Naa yeh maloom karma hain keh
Ab halaat kaisay hay
Tumharay hum safar they jo tumharay sath kaisay hain
Na yeh maloom karma hay tairay din raat kaisay hain
Mujhay bas itna kehna hay, mujhay bas tum yaad atay hoon.
Bohot he yaad atay hoon.
Bohot he yaad atay hoon.


Meri dua   may
Meri wafa may
Meri khwab may
Meray khayal may
Meri umeed may
Meray chahat may
Meray muhabat may
Meray peyar may
Our
Meray dil may
Bus aik dua hai
Aap khush raho.

A Khuda khushi har pal un k paas rakhna
Meray apno ko tu kabhi na udas rakhna
Gham na aayan un k paas meray Maola
Tu nazar-e-karam un pe khas rakhna.

Tangdasti our bemari k asbab:
(1). Mehmanko haqarat say dekhna
(2). Quran pak ko be wazo hath lagana
(3). Baghair Bismillah parhay khana khana.
(4). Jotay pehen kar khana khana.
(5). Namaz Qazza karma.
(6). Darwazay pe bethna.
(7). Ollad ko gali dena.
(8). Subah k waqt sona.
(9). Kharay ho kar nahana.
(10). Ganay bajanay may dil lagana.
(11). Jae namaz pay zamanay ki batain karna.

Choor diya may nay bus us ka intezar karna hamesha k liye
Jis ko humara ehsaas nahi usay bar bar kiya sochna?

Aisa hendsa bataon jo keh kai baar taqseem karnay k bad bhi agar jama karay to hasele jama per bhi wahi hendsa ho.

Mubarak ho Boohot boohot:
Quran Shareef ko 1401 saal mukamal chukay hain yeh baat zeyad say zeyad logo ko batao ta keh wo Mubarakbad say mehrom na rahay. Happy new year ki moqa per to bohot SMS kartay hay ab dekhtay hay ki aap ko Quran say kitni muhabat hay.

Hamara libas                8 Guz
Hamara kafan                sirf 2.5 Guz
Hamara ghar                400 Guz
Hamara asal Ghar            2.5 Guz
Hamaray iraday            200 Saal kay
Magar hamari zindagi            aik sawaliya neshan?
Pedaish k waqt Azan di jati hay namaz nahi parhi jati.
Maout k waqt namaz parhi jati hay, magar Azan nahi hoti.
Yani yeh zindagi azan say Namaz tak ka waqfa hay.
Sochiye Ga Zaroor.
Agar message acha lagay to shar karo is ko facebook our twitter etc per.

PPPP Govt's four years highlights:
May 2008         to        April 5, 2012.
Aata Rs. 13        to         Rs. 38
Sugar Rs. 18         to         Rs. 70
Cooking oil Rs. 90     to         Rs. 190
Milk Rs. 20         to         Rs. 66
Petrol Rs. 56        to         Rs.115
Diesel oil Rs.39    to        Rs.110
Load sheding 4 days in week, or 18 hours/ 24 hours.
Food items 300% higher from previous.
US Doller 60 to 96.
G.S.T 15%         to        21%
SMS 15%        to        21%
D.A.P Urea Rs. 1300    4700
Load sheding 30%     to 150%
Bijli Units Rs. 2.13    9.38
Gold 17000        to         64,000
Awam mar gayi magar BIBI our Bhuto Aaj Bhi zinda hay.

Ishfaq ahmed writes in his book Zaviya.
Achi baat to sub ko achi lagti hay, jab tumhay kisi ki buri baat bhi buri na lagay to samaj lena tumhay us say mohabbat hay.
Tajruba insane ko ghalat feslay say bachata hay magar tajruaba ghalat feslay say hi hasil hota hay.
Izzat dil may honi chahiye lafzon may nahi, narazgi lafzon may honi chahiye dil me nahi.
Kush naseeb wo nahi jis ka naseeb acha hay, balkay khush naseeb wo hay jo apnay naseeb par khush hay.

Sheikh saadi khetay hain keh insane bhi kia

Kia aap ko history of ibless maloom hay.
80,000 saal tak malaaik ka sathi raha.
40,000 saal tak Jannat ka Khazanchi raha.
20,000 saal tak Malaaik ko wa'az sonata raha.
30,000 saal tak Muqarbeen ka sardar raha.
14,000 saal tak Arsh ka Tawaaf karta raha.
1st April pe is ka naam Abid tha.
2nd pe Zahid tha.
3rd pe Bilal
4th pe Walee
5th pe Taqee
6th pe KHazaan
7th pe Azazeel and
Loh-e-Mehfooz main Iblees.
Gharoro our Takabur nay kia say kia bana diya.

Aik pathan bench par lata howa tha. Waha say aik angrez guzra our pathan say pocha. R you relaxing?
Pathan: No, I am khan zada.
Phir dobara aik angrez guzra our us nay bhi poocha.
Are you relaxing?
Pathan ghussay say: No, I am khan zada da Gul zada zwey.
Our phir utha, our apnay say kuch door laitay huway angrez say bola,
Are you relaxing?
Angrez: Yes, I am relaxing.
Pathan: Zalema ta dalta prot e alta darpase khalaq garzi.

May aap ko jo dua send kar raha hon, who sub doston ko send karna. Yeh apka promis hoga right.
Please dua ko rokiyega nahi,
"Ya Allah Pak" pori duniya may jitney log bemar hay ya pareshan hay to unko apnay karam say maaf farma. Our un ki bemari our pareshaniyo ko khatam farma, our ya Allah Pak, jis nay mujhay yeh dua send ki us k tamam gunaho ko maaf farma our har kaam may bohot kamiyabi atta farma. Ameen. Forward to all your friends.
Na janay kis ki zuban say aap ki taqdeer badal jai.

Sheikh Saadi kehta hay keh insane bhi kia shay hay.
Daulat kamanay kay liye apni seha kkho deta hay our phir sehat ko wapis panay k liye apni dolat kho deta hay. Our mustaqbil ko soch kay apna haal zaaya karta hay phir mustaqbil may apnay maazi yaad kar kay rota hay. Jeeta aisa hay jaisay kabhi marna hi nahi hay, our mar aisay jata hay jaisay kabhi jiya hi nahi.

Banai keya Khuda nay sohni sorat Muhammad ki
Howay aashiq woh jis nay dakh le sorat Muhammad ki
Kamal husan yosaf par faqat aashiq zulekha thi
Khuda khud jis pi aashiq hay woh sorat hay Muhammad ki
Musalmano ko jab janat k darwazay pi rokengay
Hukam hoga keh janay do yeh umat hay Muhammad ki


Boy and girl sex kar rahay thay.
Boy bola: Q na hum shadi kar lay phir hum har rooz aisa karingay.
Girl: Mazdoor ho chup kar k mazdori karo. Factory k malik mat bano. Happy mazdoor day.

Girl: Q ro rahay ho?
Boy: May nay aaj tak sex nahi keya.
Girl: Ro mat meray sath sex kar lo.
After sex
Girl: Hans Q rahay ho?
Boy: Pa jarha jarha me tola mahalla oghola.

Kon kehta hay k “Mobil our BV” alag hain?  Dono ko pass rakhna parta hay. Dono ka kharcha uthana parta hay. Our dono ko charge B karma parta hay.  Bas mobile ko barik pin say our Bivi ko Moti pin say.
Veena malik ka Nokia x2-01 ki launching taqreeb say kitab.

Ulfat-e-dosti may Allah say our keya mango teray liye dost
Bus dua hay keh to dunya may siwa Allah k kabhi bhi kisi ka mohtaj na ho.

Itni badtameez larki may nay zindagi may nahi dakhi jo sub k samnay meray kan main kehti hay..
..

Is call k liye apkay account may raqam nakafi hay apna account recharge karay shukreya.

Maa ki khidmat say jannat to mil jati hay magar jannat ka darwaza us waqt khulta hay jab baap ki izat ki jaye.  Hazrat Ali (R.A).

Saari dunya k saray loog tujhay apnay faiday k liye chahtay hain, siraf Allah hi hay jo tujhay teray faiday k liye chahta hay.

Raat ko Mard aur Machar dono ki soch aik jaisi hoti hay. keh, maximam body nangi dekhnay ko mily. Our phir apni pasand ki jagah pe waar karun. Machar khoon choosta hay, our Mard Mammy, Machar dunk martay hay our Mard Lun marta hay. Dono apna kaam khatam kar k jald alag honay ka sochtay hain. Sex ki betab Malika Veena Malik ki medical college may dangi machar k khillaf workshop may conference may izhar-e-khayal.

Kisi bhi insan ki khoshi ki "wajah" bano, khusi ka "Hisa" nahi. Our kisi bhi insan k dukh ka "Hisan" bano, Dukh ki "Wajah"  nahi.

Aik dafa aik world competition tha. Aik pinjray main 50 bandaria our aik male bandar chora gaya. Our elan keya gaya jo aik mint may male bandar ko pehchan kar usay kar lega usay 100000 dolars milangay. Sub say pehlay tendulkar gaya lekin fail hoa. Phir jayawardanay gaya lekin nakam raha. Phir misbah gaya our 10 second may male bandar lay aya sub nay hairan ho k pucha tum nay ye kaisay keya? Misbah nay kaha may pinjray may gaya sub say kaha may boom boom Misbah hoon to siraf is nay kaha "Zama da ghin".

Qayamat ki aik our neshani.

T 20 word cup main double century banana chahta hoon, Misbah-ul-haq ka Mianwali mae lassi ki shop k iftitah par awam say khitaab.

Roothan mat mujay manana nahi aata
Door mat jana mujay wapis bulana nahi aata
Tum bhool jao tumhari marzi
Magar may keya karoon?
Mujhay to bhool jana bhi nahi aata.

No comments:

Post a Comment

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages